fbpx

Muntakhab Ahadees – Urdu Translation in Roman Script (HB)

400.00

Description

Hazrat Maulana Muhammad Yusuf Kandhlawi (Rh.) ne umr ke aakhiri hisse mein apne kai bharosemand logon ko saath le kar apni nigrani mein Mustanad Ahadees ke zariye “6-Numberon” par aik zakhira jama kiya jo ke Arbi zuban mein tha.

Maulana ke Inteqal ke kai saal baad ye Zakhira Hazrat Maulana Muhammad Saad Sahab ko mila, unhone unka Urdu tarjuma kiya aur tarteeb de kar isko “Muntakhab Ahadees” naam se shaya kiya. Is kitaab ki ek ehem khususiyat yeh bhi hai ke ismein tamaam Ahadees Mustanad aur Motabar hain.

Alhamdulillah, “idara” ko Akaabir-e-Ummat ke Mashwaron se is aham-tareen kitaab “Muntakhab Ahadees” ko Urdu Roman Script mein pesh karne ki sa’adat hasil hui, chunki Ummat ki ek badi tadaad aisi hai jo urdu likhne-padhne se nawaaqif hai, isliye unke liye yeh edition insha’Allah kaafi faidamand saabit hoga.

Weight0.970 kg
Dimensions24 × 15.5 × 5 cm

Muntakhab Ahadees – Urdu Translation in Roman Script (HB)

Muntakhab Ahadees – Urdu Translation in Roman Script (HB)
400.00